Kal baithe the
khana kha k
TV pe puraane
black and white gaane laga k
Power corporation walon ne
apni kripa kuch yu dikhayi
Humari colony ki
bijli di katwayi..
Khidki kholi jo kamre ki
log aapas mei bol rahe the
Halki hawa k sath
ped bhi masti mei jhoom rahe the
Humne bhi uthaya apna
bichhona aur takiya
Aise mausam mei chhat pe na soye
to aur kya kiya
Kaale aasma'an pe
safed baadal yu faile the
Brownie k upar
vanilla ice cream se dikh rahe the
Thandi hawa bhi dheere dheere
chal rahi thi
Bagal k ghr ki khidki bhi
zara zara si hil rahi thi
Sitaaro ko dekhte dekhte
khwaabo'n ko sajate sajate
kab neend aa gayi pata na chala
kab light aa gayi pata na chala
thodi der mei neend khuli to
ice-cream pighal chuki thi
Aur brownie bhi
apna rang badal chuki thi
Fir uthaya humne
apna takiya aur bichhona
Fir aake pakad liya
apne bistar ka wahi apna kona...
khana kha k
TV pe puraane
black and white gaane laga k
Power corporation walon ne
apni kripa kuch yu dikhayi
Humari colony ki
bijli di katwayi..
Khidki kholi jo kamre ki
log aapas mei bol rahe the
Halki hawa k sath
ped bhi masti mei jhoom rahe the
Humne bhi uthaya apna
bichhona aur takiya
Aise mausam mei chhat pe na soye
to aur kya kiya
Kaale aasma'an pe
safed baadal yu faile the
Brownie k upar
vanilla ice cream se dikh rahe the
Thandi hawa bhi dheere dheere
chal rahi thi
Bagal k ghr ki khidki bhi
zara zara si hil rahi thi
Sitaaro ko dekhte dekhte
khwaabo'n ko sajate sajate
kab neend aa gayi pata na chala
kab light aa gayi pata na chala
thodi der mei neend khuli to
ice-cream pighal chuki thi
Aur brownie bhi
apna rang badal chuki thi
Fir uthaya humne
apna takiya aur bichhona
Fir aake pakad liya
apne bistar ka wahi apna kona...
aha lovely..wonderful..amazing ....can't say more then that..:-)
ReplyDeletethanks a lot Anil... need not to say more :)
DeleteGujarat me aa jao power cut ka problem hi nahi rahega........
ReplyDeleteBy the way good one :)
gujraat aane ki to nhi pura India Gujarat jaisa progress kare ye dua zarur karungi.. thanks a lot for praise :)
DeleteNice....
ReplyDeleteThank You Tushar :)
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteNice, rhythmic and sweet :)
ReplyDeletecheers!
This comment has been removed by the author.
ReplyDeletethank you Sneha Dear Cheers :)
ReplyDeletereally appreciable..... :) :)
ReplyDeletethank you Deepika :)
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteGreat , in Poem the Beauty of natural are very much inn.. and your way to show it... great.
ReplyDeletethanks a lot Farhan :)
ReplyDeleteNice one yar..u r on progress...keep it on gudluk :)
ReplyDeletethank you suneel.. bs duayein hain tum logon ki :)
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteaachi likhi hai aap ne kavita padh kar aur bhi aacha laga
ReplyDeleteji shukriya hausla afzayi k liye..
DeleteHey.. U r very good poet.. Keep it up.. :) M also poet..bt not like u.. Kuch kuch karta hu kabhi kabhi.. Almost all are in Marathi.. 1 is in Hindi and 1 is in English.. :)
ReplyDeletethank you Sameer .. read your blog it's 2 in english 1 in hindi.. keep writing :)
Delete:O Thanks... I dnt kno when u read that.. Yes 2 English.. I forgot.. Anyways..Thanks..
Deletejust now i read :)
Deletekk.. So nice of u :)
DeleteMishran achcha hai.. :-)
ReplyDeletehahaha... thanks :)
Deletewow so simple n sweet ..i could actually picture it all :) beautifully written
ReplyDeletethank you arpita :)
Delete